Monday, July 20, 2009

Furaar


Furaar aasaan nahi hoata, na zindagi se, na qismat se, na unn harkatoon se jo hum khud ko aqal-e-kul samjh kar kartay hain... Har shakhs ko girnay k liye thokar khanay ki zaroorat nahi hoti... Baaz thokar lagay baghair hi gir jatay hain... Phir unhain utha’nay k liye koi hath bari mushkil se hi aagay barhta hai....

(In "Buss Ek Dagh-e-Nadamat" by Umaira Ahmed)

1 comment: