
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin momkin hoa kahin wajib
Kahin fani kahin baqa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin wo baadshaah-e-takht nasheen
Kahin kaasa liye ghada dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin wo der leebaas-e-mashoka
Ber-ser-ray naaz aur aada dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin aashiq niyaz ki soorat
Seena phir yon dil jala dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Kahin zahir kahin chupa dekha
Yaar ko humne ja-ba-ja dekha....
No comments:
Post a Comment